Qissa abih |
قصہ ابھی حجاب سے آگے نہیں
بڑھا
میں آپ ، وہ جناب سے آگے نہیں بڑھا
میں آپ ، وہ جناب سے آگے نہیں بڑھا
Qissa Abhi Hijab Se Aage
Nahin Barha,
Main Aap, Wo Janab Se Aage Nahin Barha..
Main Aap, Wo Janab Se Aage Nahin Barha..
مدت ہوئی کتاب محبت شروع کیے
لیکن میں پہلے باب سے آگے نہیں بڑھا
Muddat Hui Kitab-e-Mohabat
Shuroo Kiye,
Lekin Main Pehle Baab Se Aage Nahin Barha..
Lekin Main Pehle Baab Se Aage Nahin Barha..
لمبی مسافتیں ہوں مگر اس سوار کا
پاؤں ابھی راقاب سے آگے نہیں بڑھا
Lambhi Musaftain Hain Magar
Is Sawaar Ka,
Paaon Abhi Rakaab Se Aage Nahin Barha..
لوگوں نے سنگ و خشت کے قلعے بنا لیے
اپنا محل تو خواب سے آگے نہیں بڑھا
Logon Ne Sang-o-Khasht K
Qiley Bna Liye,
Apna Mehal To Khwab Se Aage Nahin Barha..
Apna Mehal To Khwab Se Aage Nahin Barha..
وہ تیری چال ڈھال کے باری میں کیا کہے
جو اپنے احتساب سے آگے نہیں بڑھا
Wo teri chal dahl kay bari
mai kiya kahy
Jo Apne Ehtisab Se Aage Nahi
Barha..
طول ای
کلام کے لیے میں نے کئے سوال
وہ مختصر
جواب سے آگے نہیں بڑھا
Tool-e-Kalaam K Liye Maine
Kiye Sawal,
Wo Mukhtasar Jawab Se Aage Nahin Barha..
Wo Mukhtasar Jawab Se Aage Nahin Barha..
رخصار کا پتہ نہیں آنکھیں تو خوب ہیں
دیدار ابھی نقاب سے آگے نہیں
بڑھا
Rukhsar Ka Pata Nahin,
Ankhain To Khoob Hain,
Deedar Abhi Naqaab Se Aage Nahin Barha..
Deedar Abhi Naqaab Se Aage Nahin Barha..
وہ لذّت ای گناہ سے محروم ہی رہا
جو خواہش ثواب سے آگے نہیں بڑھا . . . !
Wo Lazzat-e-Gunah Se Mehroom
Reh Gaya...
Jo Khwahish-e-Sawab Se Aage Nahin Barha..
Posted by: Muhammad Zaheer
Sharief
Comments
Post a Comment